Very Sad Heart Touching Love Romantic Ansoo Shayari In Urdu / Hindi
Very Sad Heart Touching Love Romantic Ansoo Shayari In Urdu / Hindi All Best Poetry Sad Love Heart Touching, Romantic, Piyar Muhabbat, Nafrat, Dhokha, Breakup Shayari, Latest Part Of Awesome Best Sada Bahar Shayari.
Janoon ishq tha too raat guzar jati thi batoon main
Saza e ishq hai too lamha azaab lagta hai
Aaj khud ko aainay main dekha to ehsas huwa
Saza e ishq hai too lamha azaab lagta hai
Aaj khud ko aainay main dekha to ehsas huwa
Insan kitna badal jata hai dil totnay k baad
Hamara to bara nuqsan ho giya
Wo kisi aur ki jaaaaaaaan ho giya
Matlabi log kharay hain hath main pathar le kar
Main kahan tak bhagoon sheshay ka muqaddar le kar
Log pochen agar kahani meri tum se
Kabhi mil jain tumhen fursaten too sochna
Ek teray siwa hum ne chaha he kiya hai
Ek teray siwa hum ne chaha he kiya hai
Zindgi main kabhi na haar mannay wlay log
Kabhi kabhar buht choti c baat per toot jatay hain
Jo tum he ho muqabil meray to fatah kaisi
Jao hum sari khushiyan waar gaye hum haar gaye
Udaas matt buwa kro hum se bardasht nhin hota
Tumharay chehray ko khush dekh kr hum apnay sub gham detay
hain
Kaash k ghamoon ko Bhi Kisi ki Nazar lag Jai
Shoq hai tujhe to azmaa le hamen
Magror ka gharor har baar tora hai ham ne
Muddaton baad ussay dekha to ehsas huwa
Kay kaash main usse pehle chor deta
Main tera zarf dekhta rahoon ga
Too meri khaak ka tamasha kar
Main tera zarf dekhta rahoon ga
Too meri khaak ka tamasha kar
Buray waqt se aksar haar jata hoon
Per shukar hai buray logon se kahi nhin hara
Hum naraz ho kr bhi naraz nhin hote tum se
Aysi hai mohabbat mere dil main tere liye
Kaisi mohabbat hai ap ki
Mehfil main milay to anjan keh diya,Akelay main milay to
jaan keh diya
Ek tum aur ek muhabbat tumharai
Buss in donon lafzoon main hai dunya hamari
Love Chahat Shayari
Tumhara mil jana zroori tha
Har koi apnay matlab k liye istamal krta raha
Aur main pagal samjhta raha k log mujhe pasand krtay hain
App rotay rehtay yaad kr k mujhe
chhoriye na mazaak ki baten
Tumharay lashkaron ka kiya khoof mujhe
mainto khud apny iradoon se darta hoon
0 Comments: